Ads here

Shukriya Shukriya Lyrics-Alka Yagnik & Udit Narayan-Hindi Song

Shukriya Shukriya | Aishwarya Rai | Anil K | Alka Y | Udit N | Hamara Dil Aapke Paas Hai | Love Song - Alka Yagnik,Udit Narayan Lyrics




Song
Shukriya Shukriya
Singer
Alka Yagnik & Udit Narayan
Lyrics
Javed Akhtar
Music
Sanjeev Darshan
Label
Tips Official


Shukriya shukriya
shukriya mere piya,
Jitne soye khwaab
the sabko jaga diya,
Shukriya shukriya
shukriya mere piya,

Jitne soye khwaab
the sabko jaga diya
Jaage sapne,jaage,
armaan,jaagi hai dhadkan
Kaisi duniya,kya zamana,

todh har bandhan
Jaage sapne,jaage armaan,
jaagi hai dhadkan
Kaisi duniya,kya zamana,
todh har bandhan,

Shukriya shukriya
shukriya mere piya,
Jitne soye khwaab
the sabko jaga diya,

Kya kahoon kya maine
tumse milke paaya hai
Tum joh aaye zindagi,
mein rang aaya hai
Kya kahoon kya maine,
tumse milke paaya hai
Tum joh aaye zindagi,

mein rang aaya hai
Aao tumko le chalun
main dil ki raahon mein,
Aaj humko manzilon
ne khud bulaya hai,

Shukriya shukriya
shukriya mere piya
Jitne soye khwaab,
the sabko jaga diya
Barkha badal,choli aanchal,
phool aur khushboo,

Hum bhi yoon hi saath
mein hai jaan le yeh tu,
Shukriya shukriya
shukriya mere piya,
Jitne soye khwaab
the sabko jaga diya,

Mere dil ka haal kya
hai kya kahoon tumse,
Pyar itna paake mere
hosh hai gum se,
Mere dil ka haal kya
hai kya kahoon tumse,

Pyar itna paake mere
hosh hai gum se,
Zindagi bhar pyar
mera kam nahi hoga,
Maang lo tum jaan
bhi toh gham nahi hoga,

Shukriya shukriya
shukriya mere piya
Jitne soye khwaab,
the sabko jaga diya
Dharti ambar, dariya sagar,
geet aur sargam
Mauj saahil, rasta manzil,
saath hai yoon hum,

Shukriya shukriya
shukriya mere piya,
Jitne soye khwaab
the sabko jaga diya,
Shukriya shukriya
shukriya mere piya,
Jitne soye khwaab
the sabko jaga diya...!


0 Response to "Shukriya Shukriya Lyrics-Alka Yagnik & Udit Narayan-Hindi Song"

Post a Comment

Article Top Ads

Article Center Ads 1

Ad Center Article 2

Ads Under Articles