Ads here

Kasam Tumko Ye Meri Lyrics-Priya Dubey-Hindi Song

Kasam Tumko Ye Meri | Sakshi | Vikram Mastal & Gehana Vasisth | Priya Dubey - Priya Dubey Lyrics


♫ SONG CREDITS ♫

Song

Kasam Tumko Ye Meri

Singer

Priya Dubey

Lyrics

Jamil Ahmed

Music

Asif Iqbal

Label

Zee Music Company

Kasam Tumko Ye Meri Lyrics

Sulgti hai meri Sanse,
Machlata hai mera tan man
Mere jismo pe chahat ka ,
Mere jismo pe chat ka barsane de jara savan
Kai janmo ki payasi hun
Payas meri bujha do na ,

kasam tumko ye meri hai
Aaj duri meeta do na ,
kasam tumko ye meri hai
Aaj duri meeta do na ,

Mahobaat se mahobaat ki hado ko paar kar jau
Kare ab jee tumhara jis tarah se payar kar jau
Hararat ye sararat se uttaro
Rokege na tokege ,

Khatta kuchh yaar kar jau
Mere hoto se sabnam ka
Har ikk katra chua lo na,

kasam tumko ye meri hai
Aaj duri meeta do na ,
kasam tumko ye meri hai
Aaj duri meeta do na ,

Teri baho main ji lu 2 ghaddi
Fir chahe mar jau
Teri baho main ji lu 2 ghaddi
Fir chahe mar jau,

Tumhari dhadkno main jake kahi thar jau
Chalo ab ikk hi chadar main ham lipat jaye
Sanam thak lo ase ke main kisi ko nazar na aau,

Mujhe to tum od lo ham dam
Payar mujh par bichha do,

kasam tumko ye meri hai
Aaj duri meeta do na
kasam tumko ye meri hai ,
Aaj duri meeta do na
Hai duri mita do na,

kasam tumko ye meri hai
Aaj duri meeta do na ,
kasam tumko ye meri hai
Aaj duri meeta do na...!


0 Response to "Kasam Tumko Ye Meri Lyrics-Priya Dubey-Hindi Song"

Post a Comment

Article Top Ads

Article Center Ads 1

Ad Center Article 2

Ads Under Articles